WhatsApp mein ek naya feature aaya hai iski madad se aap bheje huye message ko delete kar sakte hain. Iske baad aapke delete kiye hua message puri tarah se delete ho jata hai. WhatsApp ke iss feature ko Delete for everyone naam diya gaya hai. aapko yah bata dein ki aapko kisi ke dawara beje huye ko delete kar diya gaya hai to bhi aap ek trick ki madad se delete huye message ko asani se padh sakte hain. Toh aaiye jante hain WhatsApp Mein delete kiye huye message ko kaise padhein aur wo kon sa trick hai.
Ye jaan len ki WhatsApp Delete for everyone ke iss naye feature mein do option hain. Pehala option delete for me aur dusra delete for everyone chat karte samay aap iss feature ka prayog karke message ko delete kar sakte hain. Aapko bata dein message ko delete karne liye 1:30 ka samay milta hai iske audar hi aap message ko delete kar sakte hain. Iske baad yadi aap message delete kana chahenge toh nahi hoga.
Ye bhi padhein:
#Lock ho gaye Phone ko Unlock Kaise Karein
#Apne Smartphone Se Acchi Photography Kaise Karein
Ye bhi padhein:
#Lock ho gaye Phone ko Unlock Kaise Karein
#Apne Smartphone Se Acchi Photography Kaise Karein
Iss feature ka istemaal aap group chat mein bhi kar sakte hain. Ek baat phir aati hai ki WhatsApp Mein bheje huye message ko delete kar diya hai usse kaise padhein.
Sabse pehale aapko iss trick ko karne karne ke liye Google play store se Notification History naam ke app ko download karna hoga iske baad jab bhi WhatsApp mein koi message milega to iss app ke jariye aapko notification milega aur wah message log formate mein dikhega. Iss app ke seting mein jakar aapko access dena padega.
Notification History App ko yahan par click karke download karein
Notification History App ko yahan par click karke download karein
Log par click karke aap message ko padh sakte hain, yahan par yadi lambe message hone par ho sakta hai aapko message dikhai na de, lekin aapko phir bhi pata chal jayega. Ki message kiss prakar ka tha. Iss aap ka bahut faida hai agar aapke dost ne message ko bheja aur delete kar diya to iss app ke jariye aap uss delete huye message ko asaani se padh sakte hain.
Tag: How to see deleted WhatsApp messages on Android, this message was deleted, how to read already deleted WhatsApp messages, how to restore deleted WhatsApp messages without backup, how to see deleted WhatsApp messages on android, how to see deleted messages in WhatsApp