Smartphone Charging Via WiFi | Wi-fi ke Dwara Smartphone Charge

Smartphone Charging Via WiFi


Smartphone Charging Via WiFi | Wi-fi ke Dwara Smartphone Charge 


Bahut teji se smartphone ki duniya bilkul badal gayi hai. chhote se torch wale feature phone se lekar nayi taknik se lais smartphone tak iss industry mein kai badlaw kiye gaye hain. Ek smartphone user apne phone mein batry hoti hai. phone mein chahe zyada beatry de di jay lekin phone ki beatry jaldi khatam ho jati hai. iska ek bada karan wi-fi ka istemaal kane ke sath issi ke jariye phone bhi charge ho jaaye toh.
Aapko bata dein ki nayi khoj ke tahat sintest ne ek aisa tarika dhundh nikala hai jiske jariye agar aapka phone wi-fi se connected hai toh wah apne aap ki charj karega.

Rectarin kya hai?

Resarchars ne aisa ek padarth banaya hai jo electronic upkarno ko wi-fi  signal ki dawara charge karne mein sakshm hai. iska matalab hai ki agar yah taknic aane wale samay mein succsses ho jati hai to smartphone ko beatry ki zaroorat nahi hogi. Khoj katraon ne ek redio antina banaya hai. iss entina ko semi conducter padarth se banaya gaya hai. isse rectina kaha jata hai. yah antina wi-fi singnal ko catch kar usse memory angry mein badlne ka kaam karta hai. Iss tecnic se keval smartphone hi nahi balki laptop bhi charge kiye ja sakenge.

Research Kya kahte hain?

Research tim ke sadasya Tom Plasiyos ka kahana hai ki aane wale samay mein wi-fi ke dawara aaspaas ke electronics upkaran ko charge kiya ja sakega. Jo bhi electronic upkarn wi-fi se connect hoga use charge kiya ja sakega. Iss tecnic ke tahat wi-fi ke signal ko electisity mein badal diya gaya hai.